Category Archives: Musa Se Marx Tak

Socialism-Not Natural

SOCIALISM – NOT NATURAL Muashre mai inqalab aur islah kbhi nahi aa sakta jb tk dimagon mai inqilab na aye. . . Tm bhale ek chezen utha kr dusre ko de do, dusri utha kar ek ko dede . . … Continue reading

Posted in Anti-Socialism, Islam, Materialism, Musa Se Marx Tak, Not Natural | Leave a comment

Chapter 25_Shaam-e-Zindagi

Chapter 25 (last)SHAAM E ZINDAGI(Musa se Marx tak by Sibte Hassan) Overview:Marx ki zindagi k akhri ayyam.Aur reh gai adhoori kitaben, jinko ek had tak Engels ne mukammal krne ki koshish ki.Marx ki wafat 14 March 1883 mai hui, aur … Continue reading

Posted in Engels, Marx, Musa Se Marx Tak, Sibt, Sibte-Hassan, Summary | Leave a comment

Chapter 24_Paris Commune aur Uske Bad

Chapter 24PARIS COMMUNE AUR USKE BAD(Musa se Marx tak by Sibte Hassan) Summary:Is chptr ko 2 hisson mai banta hua hy.Pehle “Paris Commune, (jo) shehriyon ki inqilabi tanzim thi jo municipal corporation k tamam wardon k chune hue numaindon per … Continue reading

Posted in Engels, Musa Se Marx Tak, Sibt, Sibte-Hassan, Summary | Leave a comment

Chapter 23_Qadr-e-Faazil aur SARMAYA

Chapter 23QADR E FAAZIL AUR SARMAYA(Musa se Marx tak by Sibte Hassan) Marx ki book ‘SARMAYA’ (Das Kapital) per….CRITICS: [Anti-Socialism]Marx ne jo Points define ki hyn Sarmay mai:pehli bat wo bunyadi tor per in tags per mushtamil hynPedawar, Sarf, Sarmaya, … Continue reading

Posted in Anti-Socialism, Critics, Das Capital, Marx, Musa Se Marx Tak, Sarmaya, Sibt, Sibte-Hassan, Socialism, Summary | Leave a comment

Chapter 22_Pehli International

Chapter 22PEHLI INTERNATIONAL(Musa se Marx tak by Sibte Hassan) Summary:‘pehli international’ dar asal ek association thi “jis ka poora nam ‘International Working Mens Association’ tha, 28 Sept. 1864 ko London mai Angrez, Francisi aur German mazdooron ke ek azeem ul … Continue reading

Posted in Musa Se Marx Tak, Sibt, Sibte-Hassan, Summary | Leave a comment

Chapter 21_Marx Engels aur Hindustan

Chapter 21MARX, ENGELS AUR HINDUSTAN(Musa se Marx tak by Sibte Hassan) Summary:“Marx aur Engels ne mas’la hind k baqaidah mutaila hr chnd k akhbari zaruraton k teht 1853 mai shuru kiya lekin German Ideology (1845) ko parhne se pata chalta … Continue reading

Posted in East India Company, Engels, Hindustan, Marx, Musa Se Marx Tak, Sibt, Sibte-Hassan, Summary | Leave a comment

Chapter 20_Europe Main Inqilab

Chapter 20EUROPE MAI INQILAB KI NAI LAHAR(Musa se Marx tak by Sibte Hassan) Summary:“Communist Manifesto ki asha’at ko abhi chand din guzre the k Europe mai ek bar phr Inqilab ka ghalgha buland hua aur ibtida hasbe mamool Paris se … Continue reading

Posted in Engels, Marx, Musa Se Marx Tak, Sibt, Sibte-Hassan, Summary | Leave a comment

Chapter 19_Communist League+Manifesto

Chapter 19COMMUNIST LEAGUE AUR COMMUNIST MANIFESTO(Musa se Marx tak by Sibte Hassan) Summary:Yahan se Kitab ka ek naya daur shuru hota hy aur Marx o Engels ka bhi.Yahan se Sayasi (Amali) Communism ki ibtida ho rahi hy.Jesa k pichhle chapter … Continue reading

Posted in Bourgeoisie, Communism, Communist League, Communist Manifesto, Engels, Marx, Musa Se Marx Tak, Sibt, Sibte-Hassan, Summary | Leave a comment

Chapter 17_Pehli Tasnifaat

Chapter 17MARX AUR ENGELS KI PEHLI TASNIFAT(Musa se Marx tak by Sibte Hassan) Summary:Dono ne mil kar pehle Muqaddas Khandan (Holy Family) Feb 1845 mai likha, jis mai bara kam Marx ka tha. Aur phr Engels ne 1845 k mausme … Continue reading

Posted in Engels, Marx, Musa Se Marx Tak, Sibt, Sibte-Hassan, Summary | Leave a comment

Chapter 16_Friedrich Engels

Chapter 16FRIEDRICH ENGELS(Musa se Marx tak by Sibte Hassan) SummaryEngels ka kuch introduction aur awaili life ka tazkirah.Engels England mai 2 sal rehne k bad Germany wapas jate hue Paris mai 1844 mai Marx se mila aur dus din tawaqquf … Continue reading

Posted in Engels, Friedrich Engels, Marx, Musa Se Marx Tak, Sibt, Sibte-Hassan, Summary | Leave a comment