Category Archives: Jalalpuri

AFM-14(last)-RAMLOMH_Ryasat-Mazhab

AFM-Jalalpuri 14-Ye Ke Ryasat Aur Mazhab Lazim o Malzoom Hyn Comments.Log Ryasat ki muqable me Mazhab ki pasdari ziyadah karte. Is liye hr wo Ryasati Hukum jo Mazhab k Takkar me ayega usme Ryasat ko mun ki khani paregi. Is … Continue reading

Posted in AFM, Ali Abbas Jalalpuri, Jalalpuri, Mazhab, Ryasat | Leave a comment

AFM-13-IFKGH_KhudGharz

AFM-Jalalpuri 13-Ye Ke Insan Fitratan Khud-Gharz Hy CommentsInsan Fitratan Khud Garz i hy!Insan sb se pehle apne bare me i sochta hy! Jb apna kam hojata hy to phr dusron per nazre karam dalta hy! Eesar Hamdardi Murawat Muhabbat . … Continue reading

Posted in AFM, Ali Abbas Jalalpuri, Insan, Jalalpuri, Khudgharzi | Leave a comment

AFM-12-FBFH_Fun-Funkar

AFM – Jalalpuri 12 – Ye Ke Fun Barai Funkar Hy.Comments Is mamle me sb se pehle meri Fikr Aflatooni hy k “Aflatoon ne kaha k Art Insani Fitrat ke Jazbati aur Hejani Pehlo ki Numaindgi krta hy. Is liye … Continue reading

Posted in AFM, Ali Abbas Jalalpuri, Fankar, Fun, Jalalpuri | Leave a comment

AFM-11-AMSKH_Aurat-Mard

AFM-Jalalpuri 11-Ye Ke Aurat Mard Se Kehtar Hy!My Comments Bunyadi tor per in 2 asnaf ka apas me comparing karna illogical hy.[kuch chezon me comparing krna ma’qool hoti hy to kuch chezon me comparing nahie ki ja sakti! 2 mardon … Continue reading

Posted in AFM, Ali Abbas Jalalpuri, Fazeelat, Jalalpuri, Mard o Aurat | Leave a comment

AFM-10-IQAOAH_Qaddaren

AFM-Jalalpuri.10-Ye Ke Ikhlaqi Qadren Azli o Abadi Hoti Hyn!.Dis-Agreed!Ikhlaqi Qadren Azli o Abadi Hoti Hyn! Bus zamane k sath unki value pe thori lachak peda ho sakti hy/ ho jati hy.Agr ksi zamane me ksi bure kam ko Farz i … Continue reading

Posted in AFM, Ali Abbas Jalalpuri, Ikhlaq. Ikhlaqi Qadren, Jalalpuri, Qadren | Leave a comment

AFM-09-IMH_Ishq

AFM-Jalalpuri.9-Ye Ke Ishq Marz Hy!.Ishq Marz Nahien hy. Per hr Chez ki Afrat o Tafreet Marz hy!________________[July 2010]

Posted in AFM, Ali Abbas Jalalpuri, Ishq, Jalalpuri | Leave a comment

AFM-08-TMKJH_Tasof

AFM-Jalalpuri.08-Ye Ke Tasof Mazhab Ka Juz Hy!.Agreed! KeTasaof Mazhab ka Juz Nahien!“tasaof ek mustaqqil nizam fikr o amal hy jse mazhb ka juz nahien samjha ja sakta.”jalalpuri ki ye bt durust hy, albatta Jalalpuri ki ye bat ke “nazar gor … Continue reading

Posted in AFM, Ali Abbas Jalalpuri, Jalalpuri, Mazhab, Tasof | Leave a comment

AFM-07-DMKBHH_Dolat/Musarrat

AFM-Jalalpuri.07-Ye Ke Dolat Mussarrt Ka Baais Hoti Hy!.My Comments Yakinan Khususan Aj k Zamane me to Dolat Musarrat Ka Baais zaror hoti hy!Per Fitri tor per Aksar logon k liye Had se Zyada dolat nuqsandeh hoti hy, bulke unhe abnormal … Continue reading

Posted in AFM, Ali Abbas Jalalpuri, Dolat, Jalalpuri, Musarrat | Leave a comment

AFM-06-WKAPBH_Wajdan

AFM-Jalalpuri 06- Ye Ke Wajdan Ko Aqal Per Bartari Hy..My Comments Main is mamle me buhut pehle i ‘Insan Ilm Kese Hasil Karta Hy’ me likh chuka hon. Aur Wajdan ko ilm hasil krne ki sb se utam o ala … Continue reading

Posted in AFM, Ali Abbas Jalalpuri, Intuition, Jalalpuri, Wajdan | Leave a comment

AFM-05-IFNQTH_Fitrat

AFM. Jalalpuri. 5. Ye Ke Insani Fitrat Na-Qabile Taghaiyur Hy! My Comments: Sb se pehle to ye janna hoga k aya ‘fitrat’ se kya murad aur iska muqabila kis se hy? Aya dusri anwa’ se hy ya apas me hi … Continue reading

Posted in AFM, Ali Abbas Jalalpuri, Fitrat, Jalalpuri | Leave a comment