Category Archives: Critics

Do Tok Tok Do

2 tok tok 2{criticism on philosophers}[ye tok ek talib-e-ilm ki hesiyat se ehl-e-ilm ke liye sawal ki hisiyat se hy.]philosophers per 2tok tok.“Democrates ki trah Epicurus bhi kehta hy k Rooh Atmon se murakkab hy jo Maut ke Bad Bikhar … Continue reading

Posted in 2 tok tok 2, Criticism, Critics, Philosophy | Leave a comment

Jinsiyati Mutale – Cmnts/Critics

Jinsiyati Mutaleaby Ali Abbas Jalalpuri Critics and Comments: Ye Kitab College ke Nisab main Shaamil kardena ke laaiq hy, jis ko Parhaya to Jaye per Paper Na liya Jaye! Kitab apne ap main Master Work hy, per chand cheezon ko … Continue reading

Posted in Ali Abbas Jalalpuri, Comments, Critics, Jinsiyati Mutale | Leave a comment

5.Sarmaya – Sanat o Harfat (Critics)

Sarmay – Das KapitalKarl Marx Sanat o Harfat CRITICS: Yahan se chand chapters Waqt ki Irtiqa ka Haal (Mazi) btate hyn k kese Dast-kari se Ijtimai-Dastkari se Sanatkari ke dor tk puhunchen. Pehle ek Dastkar shuru se akhr tk ek … Continue reading

Posted in Critics, Das Kapital, Machines, Marx, Sanat o Harfat, Sarmaya | Leave a comment

4.Sarmaya – Mazdoor Ka Zaaid Waqt (Critics)

Sarmaya – Das KapitalKarl Marx Qadr Zaaid Ki Miqdar Ya Mazdor Ka Zaroori aur Zaaid Waqt CRITICS: Is Ch. Main samjhaya gaya hy ke Mazdoor ko Ujrat Uski Mehnat se Kam di jati hy, Mazdoor ager 9 ghante kaam karta … Continue reading

Posted in Critics, Das Kapital, Marx, Mazdoor, Meezan, Mehnat, Sarmaya, Ujrat, Zayd Waqt | Leave a comment

3.Sarmaya – Murda aur Zinda Sarmya (Critics)

Sarmaya – Das KapitalKarl Marx Murdah Sarmayah aur Zindah Sarmayah CRITICS: Marx ke Baqol:Ek she (jins) jb tayar hojati hy to wo Murda Sarmaya kehlati hy, aur jb use Munafe per becha jata hy to Zinda Sarmaya kehlati hy. Marx … Continue reading

Posted in Critics, Das Kapital, Marx, Munafa, Murda Sarmaya, Sarmaya, Zinda Sarmaya | Leave a comment

2. Sarmaya – Sarmayi (Critics)

Sarmaya: Das Kaptalby Karl Marx CRITICS: Sarmayadari Ki Ibtida:“Sarmayadari Ki Ibtida Us Waqt Shuru Hui Jb Se Ke Afrad Ne Jins Ko Nafa Ki Khatir Banana Shuru Kiya.” 53 -Ye baat Ghalat hy! Nafa Khori insan ki sirusht me dakhil … Continue reading

Posted in Critics, Das Kapital, Duality, Karl Marx, Kharid o Farokht, Marx, Munafa, Sarmaya | Leave a comment

1. Sarmaya – Qadar (Critics)

Sarmaya – Das KapitalKarl Marx1867 CRITICS:.Qadar (Value)Page. 41“Jins Me Jo Qadr Peda Hoti Hy Wo Mehnat Ka Nateeja Hy.”“Qadar – Dunya Ki Her Jins Do She Se Murakkab Hoti Hy. Mada, Insani Mehnat. Mada Qudrat Ki Taraf Se Muft Ata … Continue reading

Posted in Critics, Das Kapital, Insani Mehnat, Marx, Qadar, Qadar Asal, Sarmaya, Value | Leave a comment

Chapter 23_Qadr-e-Faazil aur SARMAYA

Chapter 23QADR E FAAZIL AUR SARMAYA(Musa se Marx tak by Sibte Hassan) Marx ki book ‘SARMAYA’ (Das Kapital) per….CRITICS: [Anti-Socialism]Marx ne jo Points define ki hyn Sarmay mai:pehli bat wo bunyadi tor per in tags per mushtamil hynPedawar, Sarf, Sarmaya, … Continue reading

Posted in Anti-Socialism, Critics, Das Capital, Marx, Musa Se Marx Tak, Sarmaya, Sibt, Sibte-Hassan, Socialism, Summary | Leave a comment