Monthly Archives: January 2010

Communism Jang k Zariye_Kese

Socialism/Communism Sirf Jang ke Zariye.. Akher Kese?! SAARE MAZDORO BANDOOKEN BHAR LO!(Communism Sirf aur Sirf Jang k Zariye, Marx theory) Ek Naare se poori dunya ke mazdoor ek had tak ikattha to kiye ja sakte hyn Per Akhir ye Jang … Continue reading

Posted in Capitalism, Communism, Engels, Marx, Socialism, War | Leave a comment

Philosophy_Solution

Truth Behind Marx Philosophy for Communism[Continue from Previous Post] SOLUTION.Problem Bunyadi tor per 3 Chezon k beech mai ghoom raha hy.1. Mehnat (Kaam)2. Sarmaya (Jama-andozi)3. Economy (Currency).1. MehnatKaam ki Soorathal Esi Na Ho Ke Banda Kam ka Gulam Bn Jaye, … Continue reading

Posted in Communism, Marx, Philosophy, Socialism, Solution | Leave a comment

Truth Behind Marx Philosophy

Truth Behind Marx Philosophy for Communism.Jab Maushre main chand log maal jama kar kar ke apne khazane bharen, khusoosan tb jb Mehnat b doosron ki ho, to esi kefiyat main logon ka un ke khilaf aah o buqa karna Fitri … Continue reading

Posted in Communism, Marx, Philosophy, Socialism, Truth Behind | Leave a comment

Communist Manifesto-Overview

Communist ManifestMarx & Engels1848 OVERVIEW Ye Kitab apne title se insaaf nahi karta, ager isko ek KITAB ki hesiyat se dekha jaye.Per Ager ye ek Makhsoos Party ka apne daur main banaya gaya Manifesto tha to … wo janain unki … Continue reading

Posted in Books, Communist Manifesto, Engels, Marx, Overview | Leave a comment

Anti Socialism

ANTI SOCIALISM 1. Tabqati Nizam Tabqati Nizam is Kainat ka Hissa hy. Dunya to Dunya … Jannat o Dozakh main bhi Tabqe honge. Tabqon ke bagair insan kabhi apni aap ko (apni ehliyat ko) nahi pehchan sakta. Is Dunya main … Continue reading

Posted in Anti-Socialism, Ghulami, Social Animal, Socialism, Tabqati Nizam, Zaati Milkiyat | Leave a comment

Socialism-Not Natural

SOCIALISM – NOT NATURAL Muashre mai inqalab aur islah kbhi nahi aa sakta jb tk dimagon mai inqilab na aye. . . Tm bhale ek chezen utha kr dusre ko de do, dusri utha kar ek ko dede . . … Continue reading

Posted in Anti-Socialism, Islam, Materialism, Musa Se Marx Tak, Not Natural | Leave a comment

Diff.b/w Socialism & Communism

Difference Between Socialism and Communismby Friedrich Engelsin Communist Manifesto preface. Matlab word ‘Socialism’ apne Zamani aur Makani Etbaar se ek Ta’sur peda kar chuka tha, jisko Marx Engels ne istimaal karna pasand nahi kiya, bulke is ke muqable main word … Continue reading

Posted in Communism, Communist Manifesto, Difference between Socialism and Communism, Engels, Marx, Marxism, Socialism | Leave a comment

Communist Manifesto-Ch.3

Communist Manifesto Chapter 3Socialist aur Communist Adab.Is Chapter Main wo SOCIALISMS ginwai gai hyn jo ‘Marx Engels Socialism’ Nahi, bulke Dusri Socialisms Hyn.-Jageerdari Socialism-Petty-Bourzowa Socialism-German or “True” Socialism-Qadamat Pasand ya Bourzowa Socialism-Tanqeedi Utopiyai Socialism aur Communism. Ye Sub koi baqaida … Continue reading

Posted in Communism, Communist Manifesto, Engels, Marx, Marxism, Socialism | Leave a comment

Communist Manifesto-Ch.2-Points

Communist Manifesto Chapter 2. [Manifesto Purana Ho Gaya] Ch.2 main dee gai points aur un per tabsira: [Marx & Engels Comments on above Points in Preface.] Manifesto Purana Hogaya, ye baat khud Marx n Engels ke alfaz se zaahir hy … Continue reading

Posted in Bourgeoisie, Communism, Communist Manifesto, Engels, Marx, Points, Proletarian, Socialism | Leave a comment

Communist Manifesto-Ch.2

Communist Manifesto Chapter 2PROLTARIA AUR COMMUNIST Excerpts and Comments.“Behesiyate Majmooi Proltari Tabqe Ke Mafad Ke Siwa Aur Is Se Juda Inka (Communist ka) Koi Mafad Nahi. 45”.“Communism Ki Imtiazi Khusoosiyat Umoomi Milkiyat Ko Nahi Bulke Bourzwa Milkiyat Ko Mitana Hy. … Continue reading

Posted in Bourgeoisie, Chapters, Communism, Communist Manifesto, Engels, Marx, Proletarian | Leave a comment